Thursday, December 18, 2014

~~~~~Khuda~~~~~



Usey sannata kaho ya khamoshi
Ya dard kaho ke udaasi
Jo chaye aur dhudli karde dhadkan
Phir aisi koi awaaz aisi dhun
Ban jaye cheerke nikalte suraj ke kiran
Ab ise kaho dawa ya marham
Ya kaho ise Dua ya sanam

- Sruti Meher


No comments: